By nCr
कलम मे जैसे लहू दर्द-इ-शाना हो गया
उसे देखे हुए ज़माना हो गया
बिखेरते जा रहा है चमन तक रोशनी बेशुमार
चाँद शायद सफर पर रवाना हो गया
हमे तो खैर जलना ही था कभी न कभी
इश्क़-इ-ताब का लौ बहाना हो गया
फ़ज़ा-ऐ-गम मे उसकी बिसात ही क्या थी
तिरछी नज़रों का निशाना हो गया
दो चार शेर हमने भी क्या लिख दिए" रौफ"
छोटे से इश्क़ का फ़साना हो गया
Vasl - The Union
By nCr
Kalam mein jaise lahoo dard-e-shaana ho gaya
Usey dekhe huye zamana ho gaya
Bikherte jaa raha hai chaman takk roshni beshumar
Chand shayad safar par ravaanaa ho gaya
Humey toh khair jalana hi tha kabhi na kabhi
Ishq-e-taab ka lau bahaanaa ho gaya
Faza-e-gam mein uski bisaat hi kya thi
Tirrchi nazaro ka nishana ho gaya
Do chaar sher humney bhi kya likh diye Rauf
Chote sey ishq ka fasaanaa ho gaya
Meanings
Lahoo - Red Ink
Dard-e-Shaana - Shoulder Pain
Taab - Heat
Bisaat - Capacity