I humbly plead Grammy Award winner Ricky Kej or A R Rahman to compose music for my ghazal
Penned By Narayan-Chandra Rauf
शायर:नारायण-चंद्र रऊफ
सीलि हवा छू जाए तो लगता हैं की तुम हो
गीला चमन खिल जाए तो लगता हैं की तुम हो
जब नदी कोई कमर के बल मुड जाए
बलखाए तो लगता हैं की तुम हो
पानियों में ज़मीन के पूर-कैफ़ टुकड़े
कही घुल जाए तो लगता हैं की तुम हो
जब कभी मासूम कली हवा के छूते शरमाये
लचक जाए तो लगता हैं की तुम हो
जब महकती भटकती खुश्बू कोई
फूलों से टकराए तो लगता हैं की तुम हो
जब रात छिली दिन उठाए गोध में
सुलाए तो लगता हैं की तुम हो
Penned By B D Narayankar
Sili hawa chu jaaye to lagta hain ki tum ho
Geela chaman khil jaaye to lagta hain ki tum ho
Jab nadi koyi kamar k bal pe mudd jaaye
balkhaye to lagta hain ki tum ho
balkhaye to lagta hain ki tum ho
paaniyon mein zameen k pur-kaif tukde
kahi ghul jaaye to lagta hain ki tum ho
Jab kabhi masoom kali hawa k chutey sharmaye
lachak jaaye to lagta hain ki tum ho
lachak jaaye to lagta hain ki tum ho
Jab mehakti bhatakti khusboo koi
phoolon se takraaye to lagta hain ki tum ho
jab raat chile din uthaye godh mein
sulaaye to lagta hain ki tum ho
sulaaye to lagta hain ki tum ho
No comments:
Post a Comment