I humbly request Grammy Award Winner Ricky Kej to compose this ghazal
शायर: बी डी नारायंकर
कोई तन्हाई ना रुसवाई दिल में रहती हैं
जब पास मेरे वो शैदाई रहती हैं
जब बिछड़के दूर वो जाती हैं
उदासी दिल-ओ-दीमाग पे छाई रहती हैं
जब उसके गम से मदत नहीं मिलती हैं तब
तबीयत गम-ए-अय्याम से घबराई रहती हैं
मुझी से, बस मुझी से उसको प्यार हैं
बे-वजह नहीं के आँखे शरमाई रहती हैं
Penned By B D Narayankar
Koi tanhayee na rusvaai dil mein rehti hain
Jab pass mere woh shaidaai rehti hain
Jab bichadke door woh jaati hain
udasi dil-o-demaag pe chayi rehti hain
Jab uske gham se madat nahin milti hain tab
tabiyat gham-e-ayyam se ghabrayi rehati hain
Mujhi se, buss mujhi se usko pyaar hain
Be-vajah nahin k aankhe sharmayi rehati hain
Urdu meanings
Shaidaai: Lover
Gham-e-ayyam: Sorrows of days
No comments:
Post a Comment