I humbly request Grammy Award Winner Ricky Kej to compose music for:
शायर: बी डी नारायंकर
बे-अंदेशा सेहरा में उंघने लगतें हैं
रातें सोती हैं तो उड़ने लगतें हैं
सौंधे से माहौल में गजरे बहते हैं
मज़े खुशबूओं के बदन पे घुलने लगतें हैं
छिले पडे हैं खाक के ठेले
तपती रात का सपना आए
नींद की आबाद गली में
घूम के चाँद तन्हा आए
नींद में हल्की खुशबूओं सी घुलने लगती हैं
पानी जैसी आँखें, सपने डुबोने लगती हैं
साहिल तलक आना, रौ में बहना
मौजो का कोई छोर नहीं
तेरे तो आँखों में होंगे सपने
मेरे पतंग का कोई डोर नहीं
निकाहतों के दयार में आतिशी गुल पिरोने लगती हैं
ओढ़ के फ़िज़ा ज़मीं पे दाग-ए-जिस्त धोने लगती हैं
Penned By B D Narayankar
Be-andesha sahara mein unghane lagti hain
raatein soti hain toh udhane lagti hain
saundhe se maahaul mein gajre behte hain
majhe khusbuyon ke badan pe ghulne lagti hain
chili padi hain khak ke tele
tapti raat ka sapna aaye
neend ki abaad gali mein
ghum ke chaand tanha aaye
neend mein halki khusbuyen si ghulne lagti hain
paani jaisi aankhen, sapne dubone lagti hain
Saahil talak aanaa, rau mein behnaa
maujo ka koyi chcahor nahin
tere toh aankhon mein honge sapne
mere patang ka koyi dor nahin
Nikahaton ke dayaar mein aatishi gul pirone lagti hain
odh ke fiza zamee pe daag-e-jist dhone lagti hain