I humbly request Grammy Winner Rickey Kej to compose music for:
शायर: बी डी नारायंकर
न जाने साथ निभाने की आस उड़ कर किधर गयी
लगी किसकी नज़र जाने किस हद से गुज़र गयी
कोई गम नही मुझको साथ तेरा छूटने का
गम हैं तो ये की चांदनी रातें बिखर गयी
नहीं मुमकिन दो किनारों का मिलना यहाँ
फिर कैसे लहर आस की मुझमे ठहर गयी
किसी भी गाह में अब चाहे ले जाए घटायें
खुश्की अब मेरे दिल में सब उतर गयी
Penned By B D Narayankar
Na jaane saath rahne ki aas ud kidhar gayi
nazar kiski lagi kis hadd se guzar gayi
Koyi gam nahin mujhko saath tera chutne ka
Gam hain toh ye ki chandani raaten bikhar gayi
Nahin mumkin do kinaraon ka milna yahan
phir kaise aas ki lehar mujhme teher gayi
Kisi bhi gaah mein ab chahe le jaaye ghataye
kushki ab mere dil mein sab utar gayi
No comments:
Post a Comment