Friday 16 January 2015

Mohhabbat Kaa Kariyaa - The Abode Of Love

Deeksha Seth
Penned By B D Narayankar

Bahut ghamgeen tashannuj mein mubtilaa logo
Yahan sey door mohhabbat ka ek kariyaa hain (Read Beloved's Heart)
Yahan mayusiyon ney khushiyon ke shishey 
chupaa rakhe hain magar
Pur josh baka ka wahan sey dikhaai deta hain
Yahan toh lafz apney zabaa pe nahin chalaktey
Wahan khuda kaa bayaa sunaayee deta hain


Translated By B D Narayankar

Men immersed in deep remorse
Far away from here, there's an abode of love
Here, a sea of disappointments have soiled the mirror of happiness
However, the zeal of immortality is seen from there
Here, even the words do not sprinkle onto my lips
There, the decree of God could be heard


Urdu meanings

Tashannuj: Lactation

Mubtilaa: Afflicted

Kariyaa: Village

Mayusiyon: Disappointments

Josh:  Zeal 

Baka: Immortality

Bayan: Decree

No comments:

Post a Comment